Duwaaon me insaan ko yaad karte hain
khuda ke bandon ka deedar karte hain
Hai raqueed tu mera, tujhe sajdaa karte hain
Jahaan kehta hai kar koi sajdaa
ki zameen pe nishaan to rahe
hamari shaksiyat hi kya sawaali-e-kaafir
Allah ibadat me uski hamd karta hai
Ek talqh haquiqat yeh bhi hai ki
woh is dharti par insaani taqleefein sehti hai
par dil ko yeh keh ke samjhaata un
woh na hote agar to khuda pe vishwaas mushkil tha
Aur duwaaon me to fir woh kuda ke hai.

0 comments:
Post a Comment